Ajkal tum kya kar rahe ho? - Main ek chhoti si job kar raha hoon., Kal tum kahaan gaye thay? - Main doston ke saath mall gaya tha., Kya tum free ho aaj shaam? - Haan, shaam ko 6 baje ke baad free ho jaunga., Tumhara phone kis company ka hai? - Mera phone Samsung ka hai., Tumne lunch mein kya khaya? - Maine daal chawal aur salad khaya, Tumhara favourite color kya hai? - Mujhe neela rang sabse zyada pasand hai., Kya tum movie dekhne ja rahe ho? - Nahi, aaj ka koi plan nahi hai., Kya tumhare paas pen hai? - Haan, ek hai. Chahiye?, Kya mausam thanda hai wahan? - Haan, kaafi thanda hai. Sweater pehna hai., Tumne itna acha gift kahan se kharida? - Amazon se order kiya tha.,

Find the Match (sahi Answer match karo)

Leaderboard

Visual style

Options

Switch template

Continue editing: ?