1) Agar kisi par zulm huya to lanat karsate hai a) True b) False 2) Hadees ke mutabiq; "jab do log ek dosre to gaaliyan dete hai to, uska gunaah kisper hoga? a) jisne start ki b) jisne palta ke gaali di c) both d) none 3) Hadees ke mutabiq; Lanat ya bad dua dene walon ki gawahi qayamat ke din nahi li jayegi? a) True b) false 4) Taurat me sood haram nahi tha. a) true b) false 5) Ahad e Alast kahan liya gaya tha? a) Alam e barzaq b) alam e khalq c) alam e arwa d) none 6) Quran me kitne Nabiyon ka zikr hai? a) 40 b) 25 c) 35 d) 20 7) Konse sahabi ki awaaz ko Aap SAW ne Dawood AS ki awaaz se milti hai kaha? a) dahiya kalbi b) musab bin umair c) abu musa ashri d) none 8) Hadd se badhna, israaf karna, zyadati karna, kise kehte hai? a) halal b) haram c) ghuluv d) none 9) Kalala wo shaqs hai, jiska kon na ho? a) aulad b) biwi c) waldain d) all of them 10) Jibrael AS konse sahabi ki shakl me Aap SAW ke paas aate the? a) Dahiya kalbi b) talha bin zubair c) Abu bakr d) Umar 11) Haqq per hone ke bawjood ladai rokne ke liye khamosh rehne walon ko jannat ke ______ me ghar milega. a) beech b) oonchai ke khule hisse c) atraaf d) none 12) Aap SAW mairaj ki raat Yahya AS aur Isa AS se konse Aasmaan per mile? a) 3 b) 2 c) 5 d) 6

Leaderboard

Visual style

Options

Switch template

Continue editing: ?